
Bade Din Huye Lyrics · Armaan Malik
Ho oh ho…
De re ae…
Ae hey…
Haan aan…
Zindagi, tu theher jaa, saans lene de mujhko
Bas abhi, toh mohabbat hai hui (ee)
Khwaab jo, dekhta tha, jisko main, dhoondhta tha
Woh meri, ab haqeeqat bann gayi (ee)
Abhi gaur se, use dekh paaya nahin (ee)
Kehna tha jo, use keh bhi paaya nahin (ee)
Kisi aur pe, kabhi iss tarah
Mera dil, yeh aaya nahin (ee)
Bade din hue, kuchh iss tarah
Main muskuraya nahin (ee)
Mera dil, yeh aaya nahin (ee)
Dekhte hi tumhein (ae)
Jeene lagta hoon main (ae)
Haan aan aa…
Dekhte hi tumhein (ae)
Khud se zyaada fikar teri (ee)
Karne lagta hoon main (ae)
Mere khuda, karoon tera main shukriya (aa)
Toone woh diya, jo main soch paaya nahin (ee)
Itna sukoon, laaya hain tu
Pehle, kyun, aaya nahin (ee)
Mera dil, yeh aaya nahin (ee)
Zindagi tu yahan se, mud ke peechhe naa jana (aa)
Mujhko manzil meri hain, mil gayi (ee)
Tujhko pehle se behtar, main samajhne, laga hoon (oo)
Jab se woh, meri duniya, bann gayi (ee)
Ho, ise rakh loon main, sabse chhupa kar kahin (ee)
Kisi aur ke, baare mein sochu nahin (ee)
Itna yaqeen, kisi aur pe
Mere dil ko, aaya nahin (ee)
Bade din hue, kuchh iss tarah
Oh ho ho…
Credits
Song | Bade Din Huye |
Singer | Armaan Malik |
Writer | Rashmi Virag |
Composer | Amaal Mallik |
Cast | Shantanu Maheshwari, Kha Ngan |
Video Director | Rahhat Shah Kazmi |
Label | DRJ Records Industries Pvt Ltd |
Official Video
About
This is a soulful Hindi song from Love In Vietnam album that celebrates the arrival of love as a long–awaited blessing, transforming life with joy, peace, and gratitude. The lines reflect the journey of someone who once felt incomplete but now finds dreams turning into reality with the presence of their beloved. Love here is portrayed as a source of comfort and renewal, inspiring the heart to smile after a long time and bringing back the desire to live fully. The song highlights devotion, selfless care, and a deep sense of thankfulness to the divine for granting a bond that feels rare and irreplaceable.