
Holdin’ On Lyrics · Pratika Gopinath
Keh Rahin Mujhe Baatein Teri, Teri
Teri Ho Gayi Hain Jubaan Meri Yeh
Keh Raha Mujhe Yeh Mann, Yeh Mann
Tu Hi Hain Sukoon, Tu Hi Hain Sukoon
Mausam Ki Tarah Tarah
Ho Aate Jaate Tum Zehen Mein (Ae)
Har Mausam Tera Mera
Hoon Rehti Tujhme Hi Magan Main (Ae)
Tum Jaan Lo (Oh)
Baahon Ka Teri Sahara Ho
Haan Aan Aa…
Jism Ko Zaroori Jaise Rooh
Hain Jharoke Sune Bade, Bade
Dhoop Naa Tumhari Yahan Giri Hain
Sardiyan Hain Aa Gayi
Kohre Naa Chhat Te Mann Ke (Ae)
Hain Khamoshi Idhar Udhar
Tu Yaadon Mein Abhi Bhi Khanke (Ae)
Mere Liye Ho Kya
Kashtiyon Ka Tu Kinara Ho
Haan Aan Aa…
Ya I’m Holdin’ On To You
Shikwe Shikayaton Ko Mil Gayi Sunwaiyaan
Baahon Ka Teri Sahara Ho
Kashtiyon Ka Tu Kinara Ho
Haan Aan Aa…
Jism Ko Zaroori Jaise Rooh
Ya I’m Holdin’ On To You (Oo)
Teri Ho Gayi Hain Jubaan Meri Yeh
Keh Raha Mujhe Yeh Mann, Yeh Mann
Tu Hi Hain Sukoon, Tu Hi Hain Sukoon
Mausam Ki Tarah Tarah
Ho Aate Jaate Tum Zehen Mein (Ae)
Har Mausam Tera Mera
Hoon Rehti Tujhme Hi Magan Main (Ae)
Tum Jaan Lo (Oh)
Baahon Ka Teri Sahara Ho
Haan Aan Aa…
Jism Ko Zaroori Jaise Rooh
Hain Jharoke Sune Bade, Bade
Dhoop Naa Tumhari Yahan Giri Hain
Sardiyan Hain Aa Gayi
Kohre Naa Chhat Te Mann Ke (Ae)
Hain Khamoshi Idhar Udhar
Tu Yaadon Mein Abhi Bhi Khanke (Ae)
Mere Liye Ho Kya
Kashtiyon Ka Tu Kinara Ho
Haan Aan Aa…
Ya I’m Holdin’ On To You
Shikwe Shikayaton Ko Mil Gayi Sunwaiyaan
Baahon Ka Teri Sahara Ho
Kashtiyon Ka Tu Kinara Ho
Haan Aan Aa…
Jism Ko Zaroori Jaise Rooh
Ya I’m Holdin’ On To You (Oo)
Credits
Song | Holdin’ On |
Singer | Pratika Gopinath |
Writer | Shloke Lal |
Composer | OAFF, Savera |
Cast | Ritwik Bhowmik, Shreya Chaudhry |
Video Director | Anand Tiwari |
Label | T-Series |
Official Video
About
This is a soulful Hindi song from Bandish Bandits Season 2 that beautifully captures the depth of love and longing. The lines portray the beloved as a source of peace and comfort, likened to a guiding shore and an essential part of existence. With vivid imagery of changing seasons, empty windows, and emotional winters, the song explores themes of connection, absence, and emotional resilience. Metaphors of freedom and reconciliation symbolize the healing power of love. Set to a gentle, emotive melody, this song is a poignant ode to finding solace and meaning in a profound connection with someone special.