Bebaqiyaan

Bebaqiyaan Lyrics

Bebaqiyaan Lyrics · Nikhita Gandhi

Oh Ho Ho…

Mann Ke Dhage Hain
Harfe Bandhe Hain
Hain Kagazi (Ee)
Dil Aaj Bhi (Oh Hu)

Ruthe Ho Khud Se, Khamakha Aise
Hain Kya Kami (Ee)

Oh Ho Ho, Hain Insan, Toh Hain Galtiyaan

Toh Phir Kyun Yeh Naraziyaan

Oh Ho Ho…

Khudko Zahir Kar
Khud Mein Shamil Kar
Asan Nahin, Par Laazmi (Ee)

Din Ke Taare Sa
Roshan Ho Kar Bhi
Kyun Hain Chhupi, Yeh Roshni (Ee)

Ulfat Mein Hain Chhupi Teri Bebaqiyaan (Aa)

Insan Toh Hain Galtiyaan

Oh Ho Ho…

Kismaton Se Mile Rehguzar
Sabr Mein Hain Sukoon, Oh Besabar

Har Kahin Har Peher Tu (Oo)

Bewajah Bandishein
Tujhpe Shaamo Seher Kyun (Oo)

Khwaabon Ke Karz Par
Khud Ko Naa Kharch Kar

Ab Toh Azaad Kar
Mann Ki Titliyaan (Aa)

Oh Ho Ho…

Teri Bebaqiyaan

Haan Aan…

Credits

SongBebaqiyaan
SingerNikhita Gandhi, Yashaswini Dayama
WriterNashra
ComposerMeghdeep Bose
CastYashaswini Dayama, Shreya Chaudhry, Rohan Gurbaxani, Various
Video DirectorAnand Tiwari
LabelT-Series

Official Video

About

This is a soulful Hindi song from Bandish Bandits Season 2 that explores the journey of embracing one’s true self and finding inner peace. It reflects on the human experience of making mistakes and the need to let go of unnecessary frustrations. Through poetic imagery like hidden light and delicate threads, the song encourages breaking free from internal barriers and rediscovering a sense of freedom. With its gentle yet inspiring tone, it highlights the beauty of patience, authenticity, and allowing the heart to experience unrestrained joy, reminding listeners to celebrate life and their unique essence without hesitation.