Zaroorat Se Zyada Lyrics · Arijit Singh
Ho Oo…
Haan Aan Aa…
Hey Aey Ye… (Naa Aa)
Tu Jaane, Naa Jaane
Hain Tere, Deewane
Tujhiko, Hain Maana, Sanam
Tere Paas Aane, Ke Dhoondhu Bahaane
Zara Tu, Badha, Ek Kadam
Kya Dil Chahta Hain
Naa Poochho, Humein Tum
Bas Itna, Pata Hain
Kisi Ke, Nahin Honge Hum
Zaroorat, Se Jyaada, Hua Main, Tumhaara
Haan, Ab Pyaar Hoga Naa Kam (Hmm)
Banaana, Sake Jo, Tumhein Hum, Humaara
Toh Lenge (Ae), Dobaara Janam (Hmm)
Dard Baante, Saath Mein
Saath Baanti, Har Khushi
Aaj Bhi, Honthon Pe Hain
Toone Di Thi, Jo Hansi
Kuchh Tere, Ehsaas Ki
Kuchh Teri, Awaaz Ki
Khusbuein, Maujood Hain (Ae)
Aaj Bhi, Mujh Mein Kahin
Dhadkate Rahoge, Mere Dil, Mein Hardam
Magar Baat, Sach Hain
Jahaan Tu, Ruka, Main Khatam (Hmm)
Kuchh Bataana, Tha Tumhein
Jo Kabhi Naa, Keh Saka
Aane Mein Deri Hui (Ee)
Mein Zara Hi, Dur Tha (Aa)
Ek Adhoore Mod Pe
Reh Gaya Yeh Silsila
Ab Use, Samet Le (Ae)
Jo Bhi Baaki, Hain Bacha
Mujhe Muskuraana, Sikhate Sikhate
Bata De, Kahaan Tu, Chala Chhod Ke, Aankhein Nam (Hmm)
Credits
Song | Zaroorat Se Zyada |
Singer | Arijit Singh |
Writer | Kunaal Vermaa |
Composer | Amaal Mallik |
Cast | John Abraham, Tamannaah Bhatia |
Video Director | Nikkhil Advani |
Label | Zee Music Company |
Official Video
About
This is a deeply emotional Hindi song from Vedaa film that delves into the intensity of unrequited love. Through evocative lines and a poignant melody, it portrays a profound longing for a beloved who may not fully reciprocate the feelings. The song reflects on cherished memories, enduring devotion, and the bittersweet nature of an unfinished romance. It speaks to the depth of commitment and the desire to be with the beloved, even if it means waiting for another lifetime, capturing the essence of a love that remains unyielding despite life’s challenges. The overall tone is one of profound sadness and a desperate hope for a love that seems out of reach.